Online aadhaar card download kaise kare, aaj hum iske baarein me full information lenge. jab hum aadhaar card ke liye apply karte hai tab hume enrollment number diya jata hai hum uski or mobile number ki madad se eaadhaar download kar sakte hai, uidai new sheva laya hai ab aap without otp bhi aadhaar nikal sakte hai.
Jab humra aadhaar card kho jaye ya damage ho Jaye aese time me hume dusra aadhaar card nikalna padta hai, agar is kaam ke liye aap kisi cyber cafe par jayenge to waha se aapke pass se 50 to 150rs charge le sakte hai so isse accha online download karle fir kahi se print nikal ke lamination karade isme kharcha kam hoga.
Aadhaar card me add kiya hua Mobile Phone kahi Kho Jaye, Chori Ho Jaye Ya Fir SIM Card Bandh ho Jaye, Block Ho Jaye tab Kaise Aadhar card Me Mobile Number Change Karte Hai Isaka Ye Tarika Hai. Note: Bina Mobile Number – OTP se adhaar Card Me Online Mobile Number Ab Change Nahi kar sakte hai. Ye kam aap offline kar sakte hai. Ab aapko apna aadhaar card number aapke email id ya phone number par message ke dwra mil jaega. Getting your Aadhaar card. Ek baar apke paas UID number aa gya hai to,isko aap use kar sakte ho aadhar card download karne me.janiye kaise. E-Aadhaar page khole UIDAI website. Pr jaa kar Select Aadhaar next to I have.
- Aadhar number se aadhar card kaise download kare / bina otp aadhar card kaise download kareFOLLOW ON INSTAGRAM - https://www.instagram.com/krvijendrabanna/.
- STEP:8 Apne Mobile No Par Jo OTP Message Aaya Hai, Usko Fillup Kare Aur Download Aadhar Ke Option Par Simply Click kare. STEP:9 Ab Aapka Aadhar Card Download Ho Raha Hai. STEP:10 Congress Aapka Aadhar Card Successfully Download Ho Chuka Hai, Ab Apne Aadhar Card ko Open Kare, Open Karne Ke Liye Password Dale.
Online aadhaar card download karne ke or bhi reasons ho sakte hai.आधार कार्ड डाउनलोड कैसे करे ( How To Download Aadhaar Card In Hindi )
Dosto aajkal internet par jydatar kaam easily ho jatey hai, aapke pass smartphone hai or usme internet connection hai to aap sirf thodi hi der me apna ya kisi or ka aadhaar card apne mobile me download kar sakte hai bas kuch jaruri steps follow karne hai.
Jyda time waste na karte hue hum mobile se online aadhaar card kaise download karte hai uske related full information lete hai, dosto me aapko niche eaadhaar download karni ki 3 trick bata raha hun.
Eaadhaar.uidai.gov.in Website Se Aadhaar Card Download Kare
Aap laptop, computer/pc, tablet ya apne phone ka use kar sakte bas internet connection hona chahiye.
Important Note : Aadhaar card download ho jane ke baad jab aap use open karoge tab aapke pass ek password maga jayega, so aapko konsa password enter karna hai ye niche batayi baat ko samje.
Uidai humare aadhaar card par 8 digit ka password laga ke deta hai. aapka name suresh kumar hai or birth year 1990 hai to aapka password SURE1990 hoga. aapka name sai kumar hai or birth year 1195 hai to aapka password SAIK1195 hoga, first 4 character aapke name mese liye jayenge or last 4 characters aapka birth year hoga.
Trick 1 : Aadhaar Card Download By UID / Aadhaar Number
Aapka mobile number registered hai to is trick ka use kar sakte ho.
1. Sabse pahele uidai.gov.in website par visit Kare.
2. uidai.gov.in website me aapko right side me aadhaar enrollment ka option dikhega usme niche aadhaar download ka option hoga uspe click kare.
Aap upper diye hue 2 steps ko follow nahi karna chahte to eaadhaar.uidai.gov.in link
par click karke direct main page par jaiye, aap chahe to google me bhi eaadhaar.uidai.gov.in search kar sakte hai.
3. Ek page open hoga agar pop-up page dikhai de to use × kare.
Page me enrollment selected hoga, aap aadhaar select kare.
Aadhaar Number : Isme apna 12 digit aadhaar number enter kare. agar number thik se enter nahi ho raha hai to mobile ki notebook me apna aadhaar number likhe fir use copy karke box me all select karke paste karde.
Full Name : Aapke aadhaar card me jo name likha hua hai, same waisa hi name enter kare.
Pin code : Apne area ka pin / zip code enter kare. pin code enter nahi ho raha to copy paste wala tarila apnaye.
Captcha Solve : Aapko image me kuch characters dikhenge unko niche box me daale.
* Bluetooth se internet kaise chalaye
4. Niche aapko get one time password likha hua dikhega uspe click kare, fir ek pop-up page open hoga jisme confirm button dabaye. good, aapke registered mobile number par 6 digit otp aayega use enter otp box me daale fir ” validate & download ” button par click kare, now aadhaar card instantly download ho jayega.
Trick 2 : Eaadhaar Download Through Enrollment Number
Aapka mobile number registered nahi hota tha tab is option pahele use kar sakte the but abhi ke liye aapka mobile number linked hai tabhi aap enrollment number se aadhaar card nikal sakte hai kyu ki isme bhi ab otp bheja jata hai.
1. Firstly eaadhaar.uidai.gov.in page par visit kare.
New password me apna pass daale fir dubara confirm kar lijiye fir term & conditions ko ✓ kare ab niche dikh rahe confirm button par click kare.
5.
Aapko apna 12 digit aadhaar card number enter karna hai, aap chahe to Scan QR code button par click karke aapke aadhaar card me jo QR code hai use scan kar sakte hai. any way, dono mese koi ek kaam kare fir niche next button dikhega uspe click kare or sms permission ke liye allow karde.
8. Ab eaadhaar.uidai.gov.in page par visit kare, waha enrollment ya aadhaar option select karke apni details fill kare. details kaise fill karni hai uske liye upper batayi 1 ya 2nd trick follow kar sakte hai.
10.
Maadhaar app me jaiye waha apna password daal ke login kare, apne aadhaar ke photo par click kare fir wapas password dale. ab ek page open hoga jaha niche ” Show TOTP ” ka option dikhega uspe click kare.
Mobile Se Aadhaar Card Kaise Download Kare
Driving Licence Download: Iss post mein hum janege ki tarike se aap apna Driving Licence kaise download kar sakte hai. India mein sabhi parakr ke vahan jaise car, track, bike etc ko chlane ke liye driving license ki aavasyakta hoti hai.
Bina driving license kisi vahan ko chelate hue pakde jate hain. Toh aapko jurmane ke sath-sath saja bhi ho sakti hai.
Sath hi kaibaar vahan ko bhi seej kar diya jata hai. isliye kisi bhi vahan ko chalane sepehle hamare paas DL ka hona ati aavashyak hai.
DL Downloadkarne ki jankari step by step iss post mein bataya gaya hai. chahe aapka twowheeler license ho ya four wheeler license ya anya gadiyon ka.
Yadi hamaradriving license gum ho jata hai ya kharab ho jata hai toh hum bahut aasantarike se digital driving license pdf mein download kar skate hain.
Kahin safarpar nikale hain aur beech safar mein DL ka jarurat pad jaye toh aap aasani se isseuse kar sakte hain.
Aadhar Card Kho Jane Par Usko Kaise Download Kare Bina Phone Number Kenya
Toh aaiyejante hain apne mobile se online driving license download kaise Karen aasantarike se.
Driving License download ke liye aavashyak ceejein
Drivinglicence download karne ke liye aapke paas Digilocker ka account hona jaruri hai
Jab aapDriving licence download ke liye processmein jayenge toh aapke pass Digilocker mein diye gaye Login ID ya Aadhar numberya phir PIN number chahiye
OnlineDriving License Download kaise karein
DrivingLicense download karne ke liye aapko kisi special knowledge ki aavashyakta nahihai.
yah bahut hiaasan tarika hai koi bhi internet ki jaankari rakhne wala aadmi Driving Licensedownload kar sakta hai.
OnlineDriving License download karne ke liye aapke paas Digiloker mein account honaavashyak hai.
Digilocker mein account banana bahut aasan hai ye do minute mein ban jata hai.
Aadhar Card Kho Jane Par Usko Kaise Download Kare Bina Phone Number Keys
Aslo See:
Aadhar Card Kho Jane Par Usko Kaise Download Kare Bina Phone Number Kerala
Yadi aapneDigiloker mein account nahi banaya hai to pehle bana lijiye phir step by stepbataye gaye jankari ke anusar aage badein.
DrivingLicense ka print out nikalne ke liye niche bataye gaye jaankari ko dhyan purbakkarein.
- Pehale aap apne mobile phone mein koi bhi browser open kar lein wahan par digilocker.gov.in likhein. Iske aalawa aap iska Android App bhi download kar sakte hain.
- Ab aapke saamne Digilocker ka page open ho jayega, yahan par aapko login ke liye username aur password dalna hoga jo aapne digiloker ka account banate samay dala tha.
- Yadi aapko username aur password se login karne mein pareshani ho rahi hai toh aap apne aashar number se bhi login kar sakte hain. Yadi aap aadhar number se login karna chahte hain to box mein aadhar number dalen, iske baad aapke aadhar se link mobile number par OTP aayega usko dusre box mein dalen verify otp par click Karen.
- Ab aapka Digilocker account open ho jayega, iss page mein bahut saare option honge jimein se aapko ISSUED par click karna hai.
- Iske baad agle page mein jitne bhi document uploaded hoge wo dikheinge, aur bhi document ko dekhne ke liye aapko check partners section ke option par click karna hai.
- Agle page mein Partner Name mein aapko Ministry of Road Transport & Highways Government of India ke option ko select karein. Neeche document type mein Driving License ko select karein.
- Ab aadhar number ke anusar aapka naam pehle hi aa jayega. Neeche diye gaye box mein aap apna Date of Birth, pita/pati ka naam dalen, aur Driving License number bharein sabkuch sahi sahi bharne ke baad Get Document par click karein.
- Jaise hi get document ke option par click kareinge Digital Driving License download hone lagega aapke browser mein download ka option aayega usspar click karein.
- Iske baad save document link par click karein, iss option ko click karne par jab bhi aapko Digital Driving License ki jarurat padegi tab aap bas ek click karne par download kar sakeinge.